HR MANAGEMENT
ज्यादातर संस्थानों की यही नीति रहती है की उनके यहाँ अच्छे, कुशल और प्रभावशाली लोग कार्य को करे
ताकि उनकी तररकी में किसी भी तरह की कोई प्रोब्लेम्स ना हो आज के माहौल में कम्पटीशन इतना हाई हो गया है कि कम्पनीज को अपने कर्मचारियों को चुनने के लिए बहुत ध्यान देना पड़ता है। इन्ही सबके के लिए संसथान के द्वारा Human Resourse Manegement की मदद ली जाती है जिसके चलते आज HR Professnals की डिमांड काफी रहती है।।
Also read : Mechanical engineer ke bare me jaane click kare
Kaise kare
HR bnne ke liye diploma, p.g. diploma, m.ba etc. kai tarah ke
course available he. Main course me M.tech in HR management, Master of HR & organisational development, p.g. Diploma in personal management & International business, p.g. diploma in HR
management, diploma in HR management etc. main course he.
Inme M.ba (HR) ki popularity sabse adhik he. Aap 12th ke baad HR me graduation aur p.g. graduation ke baad kar sakte he.
Also read : Actureal science ke bare me jaane click kare
Kya he work
HR me work ke bare me jaane to aavedan patr ko alag karna,
interview, new peoples ko recruit karna, salary package banana etc. HR department ke through new employees ke work ke base par training di jati he.
Also read : CTET ke bare me jaane click kare
Individual Quality
HR me good career bnane ke liye aapme behtar communication
skills hona chahiye, apni language par discipline hona chahiye. Iske alawa aapme writing ability good hona chahiye aur sath hi
company & employees me aapka khas interest hona chahiye.
Also read : Genetic counselor ke bare me jaane click kare
Opportunities
HR professionals ki Kai companies me demand bani rehti he. Multinational company ke aane se aur unki karysely badalne ke karan HR professionals ki demand me jabardast ijafa huaa he.
Companies ke alawa recruitment consultancy, career counseling,
training & development company etc. me bhi inki demand bani
rehti he. High education ke baad teaching bhi ek option he.
Also read : Highway engineer ke bare me jaane click kare
Imp. Training centres
*. IIT Kharagpur, Kharagpur www.iitkgp.ac.in
course : M.tech in HR
*. IGNOU, new delhi www.ignou.ac.in
course : p.g.diploma in HR
*. Ilahabad agriculture institute deemd university, u.p.
course : M.ba in HR management
*. Jewior labour research institute, Jamshedpur
course : p.g. diploma in personal management and international relation
course : M.ba in HR management
Also read : Telecommunication ke bare me jaane click kare
Social Plugin