ACTUREAL SCIENCE
Aaj ke mahol me students ke liye actureal science me career ek
better option ho sakta he.
Actureal science ka relation vittiye mamlo (financ matter) se he aur
mostly financ security se. isme ek students ka work ye hota he ki wo aise professional insurance products aur services ko develop karte he aur unki sales price ka bhi nirdaran karte he.
Iske alawa risk value ki details bhi bhi unke through ki jati he. kitne ke insurance par kitna premium dena he aur interest ki rakam kya
hogi, in sabhi baato ki knowledge ke liye actuaries ke through vibhinn sankhikiye paditio ka use kia jata he.
Read also: E-commerc ke bare jane
Kaise kare
Ek actuaries ke roop me kaam karne ke liye aapke pass INSTITUTE OF ACTUARIES OF INDIA ki membership hona jaroori he. iske liye university ke through aapka exam hoga Jo ki 16 paper ka exam hota he, aapko ise pass karna hoga. aur jyada jankari ke liye aap website dekh sakete ho.
London situated the institute of actuaries ke through bhi India me
exam ko karaya jata he. Maths aur statistics se M.sc karne ke baad isse related pathykramo me addmition lena adhik suvidhajanak he. phir bhi 12th class me maths me kam se kam aapke 85% marks hona jaroori he.
Read also: Robotics Me Career Jaroor pade
Social Plugin