Ad Code

Clinical/Medical research


CLINICAL/MEDICAL RESEARCH


Aaj health awareness kafi tezi se bad rahi he. jiske chalte clinical research me rojgar ke kai opportunities available he.

Sehat he to jeevan he yeh to har ek janta he aur isi wajah se health aur fitness ke liye badti awareness aajki acchai he. isse sirf medical aur isse related sectors me vistar hi nahi hua he balki employment ke bhi kafi awsar me increaseing ho rahi he.

About Clinical research
Clinical research ko medical research bhi kaha jata he. medical science se related in sabhi problems ko solve kiya jata he jinse vibhinn saririk aur mansik bimario ka treatment better tarike se kiya jata he. kisi bimari ke bare me janne aur samajhne, uski utpatti ke karno ka pta lagane aur phir uska ilaj ye sabhi work ko ek
clinical research ke through kiya jata he. konsi medicine sahi he aur kis medicine ke side effects ho sakte he ye bhi clinical research ke through hi kiya jata he. ab aap clinical research ki importance ko samajh gaye hoge.
Also read :food beverage

Individual quality
Medical field ya life science se related kisi subject me interest hone se hi is field me success milti he. Ek researcher ko self confident hona bahut jaroori he kyonki in kaamo me kabhi-2 long time take continue work karna padta he.

Qualifications
Jo students clinical research me apna career banana chahte he unke background me science subject ka hona bahut jaroori he. Aise students ko subject ki acchi knowledge ke sath-2 unka research me interest hona bahut jaroori he. life science, farmecy, bioscience ya
medicine se related course karne ke baad is field me career ki
strategy ko banai ka sakti he. Aapki education jitni high level ki hogi utni hi aapko importance di jayegi.

Opportunities
All manufacturing companies aise professional ko apne yaha kaam
deti he. chahe wo company Aayurvedic ho ya elopethic sabhi ko clinical research ki jaroorat bni rehti he. iske alawa kai government
university me opportunity milti he. Isme aapka jitna experience badega utna hi accha package milega.

Main Centres
*. Acedimic for clinical research training & management, delhi
*. icri, delhi & other. center

*. clinical research education & management academic, Mumbai www.cremaindia.org
*. symbayosis center of health care, Pune
Reactions