Online Marketing me career
Aaj online portals bahut popular ho rahe he, is wajah se career ki apar sambhavnay increase ho rahi he.
Hamare desh me online users ki sankhya din prati din bad rahi he joki kuch salo ke mukable me kafi tazi sent increase ho rahi he.aur isi wajah se online marketing me career ki apar sambhavnay available ho rahi he.
Read also : Telecommunication me he top career
Opportunities :
Aap online marketing me e-business advisor, data base administrator, web developer, team leader, graphics, warehouse, customer handlers etc. ban sakte he.
Online sites me career banane ke liye kai options he jinke bare me neeche details me jankari aapko dete he :
Read also : Animation me bright future
Data Analyst
Online marketing me tezi sent bad rahe customers ki wajah se data analysis ka work kafi tezi se bad raha he.
Data analyst ek company ke data ko secure rakhne ke sath-2 uskao sahi tarike se manage bhi karta he aur customers ke data ke bare me bhi information rakhta he aur unke sath acche talmel banana hota he.
Read also : sport medicine ke bare me jankari
Social media optimizer
social media optimizer means SMO. Iska main work social media ke jariye online marketing ko spread karna hota he aur traffic ko increase karna hota he aur uski ranking ko bhi increase karna hota he. so ye work aap kisi company se judkar ya niji toar par jar sakte ho.
Read also : Actureal science ke bare me jankari
Social media Manager
social media manager means SMM. isme aapko apne brands me as rahe crisis ko handle karna hota he. It means social media manager ka kaam customer air clients ke beech me badiya contact stabilise karna. ye apne online marketing ke promotion me lage rehte he aur apni company ke liye sahi platforms ko search karte rehte he aur phir apne products ko logo ke samne rakhte he.
Read also : Hindi me career
Logistics Services
In portals ki wajah se logistics ko kafi badawa mila he. ek aur jaha portal me shopping ko badawa mila he to wahi logo ke saman ki delivery bhi easy hui he. Snapdeal, myntra, amazon etc. company products booking to karte he wahi products ko lekar customer satisfied nahi ho pate he.. so delivery ka sara bojh logistics ke upar hi hota he.
is sector me booking manager product manager, customer Care, delivery boy etc. ki vacancies bhi kafi hoti he.
Read also: life ke important point
Courses ke bre Me
Is field me career banane ke liye saler, inventory, customer service kaise subject ki study hoti he. mostly university me course different-2 hote he. in sabke alawa e-business security, shopping, customer service, logistics ke course involved he. kai university special course bhi karate he jaise B.sc in e-business, m.ba in e- business, m.ba in e-commerc, m.sc in e-commerc, p.g. diploma in e-commerc etc. so inme se aap koi bhi choose kar sakte he.
Read also: Motivation himmat...
Qualifications
Online marketing me admition ke liye qualifications, graduate course ke liye 12th class me 50% marks hone chahiye. Post graduate course karne ke liye aapke pass graduation ki degree honi chahiye.
Read also: food & beverage ke bare me jankari
About Salary
Graduate students ko 25-35 thousands rupees per month easily mil jate he. to wahi post graduate jaise m.ba students ko 30-35 thousands rupees mil jate he.
Read also: translator he good choice
Important Training Center
*. Fita training www.fita.in
*. Lips India www.lipsindia.com
*. Simbayosis institute www.sibm.edu.in
*. Digital marketing pro www.digitalmarketingpro.co.in
*. devi prasad goyanka manegment www.dgmcms.org.in
Read also: e-commerce ki details
Social Plugin