Ad Code

Hindi language Me Career Kese Banaye

CAREER IN HINDI LANGUAGE
Hindi language ki lokpryiata dino din increase ho rahi he. India ke sath sath foreign me Hindi language famous ho rahi he, jiske chalte kai foreigners India aakar hindi seekh rahe he.
Hindi language ki popularity desh hi nahi balki poore world me tezi se increase ho rahi he. jiske chalte aaj isme rojgar ke kai avsar available ho rahe he. India hi nahi but also foreign me bhi iski popularity bad rahi he. To aaj ka topic yahi he ki aaj hum janege ki Hindi language me apna bright future kaise banaye.
Read also : e-commerce ke bare me

Starting kaise kare
12th class ke doran aap is field se add hone ka plan kar sakte ho. Hindi me honours graduation ek good option he. Graduation poori hone ke baad apne interest ke according Hindi se Post graduate ki degree hasil kare. Translator banne ke liye functional Hindi, writers banne ke liye rachnatmak Hindi, patrkar banne ke liye professional
Hindi aur technical visesagya ke liye language technology ko choose kare. Agar aapka interest high study me he ya aap professor banna chahte he to aap India me kisi bhi recognised university se M.fil ya P.hd. kar sakte he.
Read also : Hospital Manegment

Process ke bare me
Hindi ya Hindi se related field me entering ke liye har university me entering process alag-2 hoti he. but mostly universities me march ke last time me praves process start ho jati he aur praves process ka samapan julai month tak ho jata he. Hindi honours upadhi ya professional upadhi ke liye ye important he ki students be already Hindi subject ko anivary roop se padi ho.

Opportunities in foreign

Hindi ki popularity day by day increase ho rahi he. isi ke chalte world ke kai popular university hindi ki study kara rahi he. yaha tak ki India me ab pehle se jyada foreigners Hindi sekhne aa rahe he. Hindi ki first university Maharashtra ke Vardha me start ho gayi he. is university me M.tech se lekar M.ba tak ki study Hindi me krai
jati he. Hindi me study karne wale students ke liye computer science me certificate, diploma, p.g. diploma aur post graduate
level par praves diye ja rahe he.

Job profile ke bare me
*. Translate officer & translator
*. Hindi media me journalist
*. Hindi officer
*. Hindi teacher & professor
*. Film, t.v., radio me writers
*. Technical writer etc.



Impo. training centers
*. Delhi university, Delhi
*. Jnu, delhi
*. Lakhnow university, u.p.
*. Ilahabad university, u.p.
*. Pune university, m.h.
*. Hyderabad university, A.P.
*. Kolkata university, w.b.
*. Mahatma Gandhi international Hindi university, vardha
Read also : motivation pehlu
Reactions