Ad Code

Genetic Counselor Me Career Kese Bnaye

Genetic Counselor
Aaj ke doar me genetic counselor hamare health services me ek aham bhumika nibha rahe he. Doctor Genetics situations ko notice karke unse niptne ke liye hume jagruk karte he.
Pichle kuch dasko me chikitsa fields me genetic casses me fast growing hui he but new generation is too good. Isse new geen ke bare me pta lagane, diseases ka treatment aur kai diseases ke liye upchar ke vikalp available krane and janm dosh etc. diseases ke ilaj aur dosh nidan easy hua he. Aaj ke is mahol me genetic counselor
hamare health sevao me acchi bhumika ada kar rahe he. We individually and family risk lekar bhi anuvansik situations ka
mulyankan karte he. For example genetic vikar aur janm dosh ke bare me batane aur unhe aisi situations me iske khatre ke bare me alert karane aur in Sabhi khatro se niptne aur usse Jude all subjects se alert rehne ke bare me aware karne ka work karte he.
/ins>
Iske alawa aapko health services pesevaro, dignastic leb aur genetic
counselor ke sath Jude rehne se profit hoga he, Jo aapke health
education aur new training sansthan ko sthapit karne me aham bhumika nibha sakte he.Weh aapko yojnakar, media aur medical genetic ki new technology aur services ke bare me bhi bataege.


So aapko is level ke baad aapko shod karne aur genetic situations
ko janne aur genetic counseling sanchalan karne me madad milegi.

Aapko kuch institute ke bare me btata hu Jo future me genetic
counseling training program ka course karate he:


Important Institutes :

*. Manipal Hospital-Certificate in Genetic counseling, Bangalore
(Karnataka)
*. Kamineni Hospital- P.G. certificate course in Medical and Genetic counseling, heydrabad ( a.p.)
*. Vellur institute of technology M.sc in Biomedical and genetic
 counseling (vellur) www.vit.ac.in
*. National Institute of Biomedical counseling (w.b.)
*. Maharashtra Institute of Health science ( Pune)
   
Aap agar certificate aur qualifications se related aur jyada information chahte he to aap Genetic Counseling Board Of India Jo ki heydrabad me he waha se aap sampark kar sakte he.
Reactions