DATA COLLECTION
Business, computer aur statistics ke talmel se Data Science ki rooprekha bani he. Internet ke present mahol me Data Science ki popularity kafi increase ho rahi he.
Aaj ke internet aur data mahol me data collection ke field me rojgar ki kafi sambhavnay increase ho gayi he. Bade data aur IT ke gatjor se Data science ka janm hua. Data science ke business men world me Data scientists ke naam se jane jate he. Data scientists ki
demand aaj world me tezi se bad rahi he.
Also read :Hindi language me Career Kese Banaye
Nature of Subjects
Also read : E-Commerc me best career
Stretchy of Work
Data scientists in logo ko kha jata he jinke pass computer, aplyed
mathematics, statistics aur programing ki acchi knowledge hoti he. inke pass kisi bhi tarah ke data ko behtar tarike se visualize karne ki ability hoti he. Ek data scientists ka work ulghe hue aur zatil data me se important knowledge ko nikalna he. We iske reason ko search karte he ki kis wajah se company ki situation me giravat aa rahi he aur ye bhi dekhte he ki company ka profit kisme he. Data scientists ko data miners aur data analyst bhi kehte he.
Also read :Hospital manegment Ki Poori jankari
Main Courses
1. advance certificate programs
in business analytics
2. aggicutive program in business
analytics
3. advance business analytics and
business optimization program
4. master in management
(technology management & business
analytics)
5. p.g. certificate program in market
research & data analytics
Also read : Life ke Importent Tips
About workfield
⏩ Cloud computing
⏩ Database & information integration
⏩ Web information access
⏩ Business/data analysis
⏩ Natural language processing
⏩ Social & information network
Also read : Mobile content ke Bare me Jaroor Seekhe
About Salary
Data science ke field me work karke aapko starting me 5-7 lakh
par year ka package mil sakta he. 5-6 years ke experience ke baad
aapki salary 15-25 lakh par year tak ho jati he. Iske alawa salary ka level company ke aur uske Mary chetra par bhi depend hota he.
Also read: Robotics ke bare me
Main Centres
*. Indian institute of management, Bangalore
*. Indian institute of science, Bangalore
*. International school of business, Hyderabad
*. indian institute of management, Kolkata
*. Indian institute of technology, Mumbai
*. Indian institute of management, Ranchi
Social Plugin