Wishes ke Sath Hard Work
Har wishes hard work mangti he easily pane ki khwaish Hume kamjor bnati he.
Life me har koi badi se badi wishes ko poora karna chahte he aur iske liye veh ek Aim ko select karta he. koi bhi badi wish karna bura nahi he aur ye to human nature he. Famous scientist C.V.Raman be kaha tha - " Mahtvakanchi bano aur uski koi sima na hone do. Akarmyta ke jeevan se yassavi jeevan aur yassavi mratyu adhik acchi hoti he." So in words se clear he ki wishes hona accha he but use poora karne ki apni taraf se bharpoor kosis karni
chahiye.
Mahtvakancha means wishes aisi cheej he Jo lagta he ki bina kuch kia hi poori ho jai but kriyaseel hona hi karmathta ki nisani he. Jo log kary nahi karte he ve sdev kuch nahi kar paate. Aap kuch na kare aur soche ki aapki Mahtvakancha poori ho jayegi to ye mumkin nahi he. Every wishes hard work ko accept karti he.
Agar aap ek kisan ko dekhe to aap janege ki wo apni fasal ke liye kitni mehnat karta he. kya kabhi fhal-fool automatically generat hote he nahi. Unko generat karne valo se aapko payenge ki unhone kitni mehnat ki he. So wishes ko poora karne ke liye hard work ki aavsykta hoti he tabhi wo poori hoti he.
Read also : Motivated time click kare
Humara nature jyadatar long ki apekcha shortcuts type ka hota he aur hum yahi galati kar baithte he. easily pane ka nature hume
kamjor bnata he jiske natijatan hum asafal ho jate he. So always ye baat mind me rakhe ki aapki every wishes tabhi poori hogi jab Aap hard work karenge.
Read also : social field se jude course click kare
Social Plugin