CTET KESE KARE
Government schools me 1 to 8 class tak ke teachers banne ke liye CTET ka exam pass karna jaroori he.
![]() |
Career Ki Jankari |
sikcha board (CBSC), new delhi karati he.
Read also : Online marketing me career banaye janne ke liye click kare
Qualifications
1-5 tak ke teachers banne ke liye :-
1. 50% marks in 12th class aur 2 year diploma in elimentryeducation me pass ya last year studying.
2. 45% marks in 12th class aur NCTE se manytaprapt sansthan/
university se 2 years diploma in elimentry education me pass ya last year studying.
3. 50% marks in 12th class aur 4 years b.e.I.ed me pass ya last year studying.
4. 50% marks in 12th aur 2 years diploma in elimentry education
me pass ya last year studying.
5. Graduation + 2 years diploma elimentry education me pass ya last year studying.
Read Also: E- commerce ki details
6-8 tak ke teachers ke liye :-
1. graduation + 2 years diploma in elimentry education passed ya last year studying.2. 50% marks in graduation + betchlor in education program me passed ya studying.
3. minimum 45% marks se graduation aur NCTE se manytaprapt sansthan ya university se b.ed passed ya studying.
4. 50% marks se 12th + 4 years b.e.i.ed me passed ya last year studying.
5. 50% marks in 12th + 4 years b.a/b.sc.ed ya b.a.ed/b.s.ed passed ya last year studying.
6. 50% marks in graduation + b.ed passed ya studying.
Read also : Food & Beverage me bnaye bright future janne ke liye click kare
Apply cost
catg. Paper Paper for Bothgen./obc 600 600 1,000
sc/st/oth. 300 300 500
Apply Process
CTET ke exam ke liye sirf online hi apply kar sakte he. CTET ki official website par jaker diye gaye nirdeso ke anusar apply kar sakte he. Online apply karne ke baad uske printout ko apne pass future ke liye surakchit rakhe. www.ctet.nic.inHow to prepared
*. Study ko start karne se pehle pattern ko acchi tarah se samjhe.
*. Questions ko samajne ke liye last year ke questions papers ko solve kare.
*. Isme senior secondary tak ka patykram hota he.
*. patyakram ke anusar study kare.
*. Jis subjects me weak ho, uspar jyada concentrate kare.
Read also : E-commerce ke bare me janne ke liye click kare
Exam Pattern
Exam me objective types ke questions hoge. Negative marks isme nahi hote he. exam 2 hours 30 minutes ka hota he. CTET ke exam me 2 papers hote he.
Paper-1 (for class 1-5)
Subj. Ques. Marks
*. Bal vikas 30 30
aur adyapan
*. Bhasa 1 30 30
*. Bhasa 2 30 30
*. Math 30 30
*. Environment 30 30
Paper-2 (for class 6-8)
Subj. Ques. Marks
*. Bal vikas 30 30
aur adyapan
*. Bhasa 1 30 30
*. Bhasa 2 30 30
For science side teachers :
Math+Science 60 60
For art side teachers :
Social Science 60 60
Read also : Robotics me career banaye janne ke liye click kare
Social Plugin