Ad Code

Psychology ( Manovigyan )


Psychology
Psychology me  high education national aur international label
par career ki good opportunity aapko dila sakti he...


Kya he Manovigyan
Insan ka dimag bahut jatil he aur utni hi jatil he insan ki karysely.
Manovigyan se hume insan ke mind ki information milti he.
Ek physiologist insan ki sochane, uske kary karne ka tarika aur
development ke bare me samajhne ka prayas karta he.


Types of Psychology
Physiologist kai prakar ke hote he, joki is prakar he :

*. Educational Psychology
*. Social Psychology
*. Industrial Psychology
*. Children Psychology
*. Sport Psychology
*. Consult Psychology
*. Manovikrati Psychology
*. Nedanik Psychology
*. Prayogic Psychology
About Work
According to physiologist aapka work mostly aapki knowledge par
depends karta he but aisa bhi nahi he ki normal psychologist
isme career nahi bna sakte. Ek Physiologist ke liye industrial,
social services, big hospitals, schools, colleges aur universities
etc. me aapke liye kai opportunities available he. Iske alawa aap isme graduation karne ke baad civil service, management etc. me bhi apna future bna sakte he.
Read Also : e-commerce ke bare

kaise kare

12th class me Manovigyan ki study art side ke toar par ki ja sakti he. aage graduation me aap use additional subject ke roop me ke sakte he. Manovigyan me aap aur subjects ki tarah honor kare sakte he. Manovigyan me aap P.hd bhi kar sakte he Jo aapko national aur international lebel par career banane me helpful sabit hogi.
Read Also : translator bane

Course kaha se kare
Some institutes for you below you can choose it :
Central institute of psychiatri, kanke, Ranchi, me diploma in
Psychological medicine, medicine and social psychological social
work available he, jabki national institute of mental health and
nuro science, Bangalore me clinical psychology me p.hd,
psychiatric narsing me diploma available he. Iske alawa Indian institute of Kharagpur, Gujarat university, Ilahabad university, Luckhnow university me kai tarah ke manovigyan ke patykram
available he.
Read Also : Sport medicine me

Manovigyan me high education national aur international level
par career ki good opportunities aapko dila sakti he.

Imp. Training centers
*. Tata Institute of social sciences, Mumbai
*. Akhil bhartiya saririk aushdi & Punarsthapan sansthan,Mumbai
*. Gargi college, new delhi
*. Devi ahilya university, Indore
*. Guru ghasidas university, Bilaspur
*. Banaras university, Banaras
Read Also : Data collection me
Reactions