Ad Code

Hospital Management ke bare me jane

HOSPITAL MANAGEMENT Me Career Kese Banaye
Agar aap manegment ki field me career banane chahte he to aspke liye hospital Manegment ek behtreen option ho sakta he.

Present time me health ke mamle me Awarness bahut increase hui he. Uske sath hi log good facilities ki demand bhi karne lage he. jiske chalte Hospital Manegment ka mahatv bhi bad gaya he. To chaliye aapko aage aur jankari dete he Hotal management ke bare
me.
Read Also : motivation point

Hospital Management Kya he
Hospital maneger ka kaam poore sangathan aur prabandhiye karyo
ko sahi tarah se maneg karna hota he. Prabandak hospital ke bhotik
aur aarthik sansthano ka prabhabi upyog  ko decide karta he aur sath hi employees ko profit pahuchane aur unke develop ko decide karne ka kaam hospital manegment Ka hi hota he.


QUALIFICATIONS Kya  Hai

Hospital managment me graduation ki degree pane ke liye aapke pas 12th class me Biology subject hona chahiye aur kam se kam 50 % hona chahiye. Hospital manegment me aap M.ba ya post Graduation bi kar sakte he. aap chahe to Diploma bhi kar sakte he. Is field me professional course bechlor of Hospital Manegment,
P.g. Diploma in Hospital Manegment, Master of Hospital Administration, M.ba in Hospital Administration aur M.d. ya M.Phil in Hospital Administration kar sakte he. In sabke alawa 70 program is field me available he.
Read also : Robotics me he bright


Kitne Saal ka hai course

Aap hospital manegment me kai tarah ke course karne ke baad
career ki starting ki ja sakti he. In sabhi Degrees ki samay seema alag-alag hoti he. BBM aur BHA Ka course jaha 3 years Ka hota he. Wahi MBA aur Hospital Manegment me MHA karne ke liye 2 years ki timeing fix he. hospital manegment me P.g. professional program 11 month Ka hota he aur EMBA, PGDHM jaise courses karne ke liye 1 year ki avadhi fix he.
Awsar Kaha- Kaha

Health care aur hospital industry me tazi se develop ho raha he aur isme sirf India me hi nahi balki foreign me bhi career ki apar sambhabnai available he. hospital manegment ke field me health agency, prayogsala aur other health se related services me bhi career bna sakte he. Government aur Private hospitals dono manegment aur maneger ki niyukti karte he. freshers kisi bhi
health se related services ya hospital me bator assistance ke roop me work kar sakte he. Iske alawa jin logo ne hospital manegment me PG kia ho aur 4-5 year Ka experience ho to we lecturar bhi ban sakte he.


Salary Kitni Hogi

Hamari India me ek Junior Hospital Manager ko 15,000 rupees per month mil jate he. Wahi ek experience ko 60,000 rupees per month mil jate he. Hospital Management ke lectures ki salary 25,000 hoti he. Foreign me Hospital management ki bahut adhik demand rehti he air waha high salary par jobs mil jati he.
Read also : hospital manegment


Important Training Centers
*. Akhil Bhartiy Aayurvigyan sansthan, New Delhi
*. Delhi peramedical & management institute, New delhi
*. Tata Institute of social science, Mumbai
*. Apolo Institute of Hospital Administration, Hyderabad
*. Indian institute of social welfare and Management, Kolkata
 Read also : food & beverage ke bare
Reactions